*...Kis Kis Sey Kareen Gilah...*

Chara gar hay na koy humnawa hay
Zindagi bhar ki yehi saza hay
Kis kis se karen gilah
Hum par to sare jahan ki jafa hay
Zamane ki beech wa kham rahoon main
Meri sari baka ki wafa hay
Milty hain ehbaab rakiboon jasey
Aankhon main wafa liye dil main daga liye
Chalte hain umrol jahan se hum bhi
Gar jahan ki yehi wafa hay
Tags: Gilah, Kareen, Kis, Sey