Assalam o alikum
Dear Members
Check this poetry
Sajda-e-Ishq ho to ibadat me maza ata hai
Khali sajdon main to dunya he basa karti hai
Log kehtay hain kay bas farz ada karna hai
Aysa lagta hai koi Qarz liya ho Rab say
Teray sajday kahin tojh ko kaafir na kar dain ay insane
Tu jhukta kahin or hai or sochta kahin or hai.
Tags: Jhukta, hai, kahin, or, sochta