Yaar main nay boys ko winner kisi or sense main kaha tha us main nahe jo ap loog samajh rahay ho sirf aik fikray ko follow kartay hoye main nay boys ko winner kaha tha. Girls ko bat dil p lainay ki zarurat nahe uski waja yeh hai kay girls Allah ki taraf say diya hua aik bohat he piyara gift hota hai ok