Phaly to wo log batain jo khatay hain k payar hosakta hai
Aap kia kahtay hain payar kia hota hai????
Main to manti hon jo humaray Maan Baap or Bhai Behan hum sa kartay hain wo payar hota hai bina kissi lalach k ya phir jo Allah pak hum sa karta hai or humaray Rasool (S.A.W) kartay hain apni ommat sa (Pak payar)