Gul bhay bara ajeeb asol hay aap ka . jab tak koi bahan nah hoo zindgee bay rang hoty hay.bahan to taza hawa ka jhonka hay,aap gher say baher hotay hoockoh dayre late aoo to bichare bahnay roo ker aor doaan mang mang ker bura hall ker layty haan.may kahat hoon her us insan ki life baykar hay aor adhore hay jis ki koi bahan nahe ,ager hay to us ko bahan ka pear naseeb nahe howa.
please apny bahno ki respect keran ,kabhe un ka dill mat dokhayan. jitna ma ham say pear kerty hay us say zeaydah bahan kerty hay.